Facebook block hone ke karan
 Facebook ID Block hone ke bhut karan hai, par ham simple sabdo me samje to agar ham koi bhi aesa kaam karege jo dusro ke liye sahi nahi hai to hamari ID block ho sakti hai.   ye kuch Points   Bhut Logo ko Friend Request send karna.  Ek hi post ko bar bar share karna.. alag alag page or Group me.  EK sath bhut logo ki post me Comment or Like jaldi jaldi karna.  Apni Facebook ID ka Naam sahi se nahi likhna.. Kuch log kya karte hai Naam stylish dikhane ke liye ulte sidhe send likh dete hai.. isse bhi ID Block ho jati hai.  Profile Photo sahi set nahi karna.. Kuch logo ko aapne dekha hi hoga jo kisi dusre ki Photo use karte hai apni Profile me.  Apni Post me Bhut logo ko Tag karna bar bar.. Kuch logo ko Facebook ka kida hota hai, jo sirf Like or comment ke liye jite hai. Like badane ke liye wo kya karte hai apne 100 logo ko tag kar dete hai.. aesa bilkul nahi karna chaiye uska karan me aapko aage bataoga Q.  Fake ID hona bhi ek karan hai ID block hone ka.  Ye kuch Points, inko pad kar aap...